Tuesday 10 July 2018

Subah Uthne Ke Baad Ye 5 Harkatain Hargiz Na Karain | The World Teacher

Dosto hamari zindgi me hamare din ka aagaz bri ahmyet ka haamil hai agr hamari din ka agaz acha hoga to ham sara din khush rahe ge or agr hamari subah ka agaz acha nahi ho to sara din kharab guzarta hai

The world teacher
Lait nashta


1 ap ne subah oth ker nashta zaroor krna hai lait nashta nai krna jis se ap ki seht kharab ho skti hai ta k ap ki subah ka aghaz fresh ho or sara din taqatwar or chust guzre


Phone ka istamal
2 apne phone ka istmal subah oth kr 30 mint tk nai krna jis se ap ki skin dymge ho skti hain jo k ap ki seht ke liye nuqsan da hai


Nihar mooh pani peena
3 subah othte wakt hi pani nai peena q k ap ka meda khali hota hai jo k nuqsan da hai


Chai or coffee peena
4 chai or coffee bhi nai peeni warna ap ka sara din bekar or sussat guzre ga


Apna bistar saaf naa krna
5 ap ne apna bed saf suthra krna hai apna bistar saf zaroor krna hai

In 5 aadto se ap 1 ache din ka agauhz kr sakte hain